Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVerma Mullick
HomeVerma Mullick
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko zulfon ke aawara saawan mein zulfon ke aawara saawan mein tere ang ang ke darshan mein tere man ke kore darpan mein apni tasveer saja doon apni tasveer saja doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko bindiya ki chanchal chitwan se bindiya ki chanchal chitwan se baanhon ke khanakte kangan se paayal ki jhanakti chan chan se apni aawaz mila doon apni aawaz mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko
hoo hoo hoo hoo oooo hoo hoo hoo hoo hoooo hooooo hoooo hoooo tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai naa apni khabar hai naa dil ki khabar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai jidhar dekhti hoon tu aata nazar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai mujhe pyaar aise tumhaara mila hai ke galiyon ko jaise nazaara mila hai yun sheeshe mein mujhko ishaara mila hai ke toofan mein jaise kinaara mila hai teri hi nazar pe ye meri nazar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai meri raat ko khoobsurat bana do mulaaqat ko ab muhabbat bana do agar maut bhi ho gale se lagaa lo mujhe apne dil ki zaroorat bana lo issi raat mein ab to meri sehar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai ye jee chahtaa hai o mere sanam ke do ki jagah ek ho jaayen hum tere haath hai maut aur zindagi lo ab aa gayi faisle ki
o oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna chaahe tere pichhe jag pade chhodna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna chaahe tere pichhe jag pade chhodna ho o o tere sang pyaar mein nahin todna maang meri mein shabnam ne moti bhare aur nazaaron ne mehndi lagaayi maang meri mein shabnam ne moti bhare aur nazaaron ne mehndi lagaayi naache bin hi paayaliya chhanakne lagi bin hawaa ke hi chunari lehraayi chunari lehraayi aaj dil se hai dil ko jodna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna aankh banke tujhe dekhti hi rahoon pyaar ki aisi tasveer ban jaa aankh banke tujhe dekhti hi rahoon pyaar ki aisi tasveer ban jaa teri baahon ki chhanw se lipti rahoon meri saanson ki takdeer ban jaa takdeer ban jaa tere saath waada kiya nahin todna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna teri saanson
hey hey ho ho hey hey ho ho hey hey aa haa haa teri teri umar nadaan hai thehra hua toofan hai main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai thehra hua toofan hai main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai bholepan pe gore tann pe o tune pehni hai boondon ki maala aisi jachti aise lagti o jaise mehaki huyi madhushala bholepan pe gore tann pe o tune pehni hai boondon ki maala aisi jachti aise lagti o jaise mehaki huyi madhushala jaaga jaaga hua armaan hai thehra hua toofan hai haan main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai o kabhi machle o kabhi phisle o tera kajara bada harjaai tu bulaaye mann ye chaahe tere sapnon se kar loon sagayi o kabhi machle o kabhi phisle o tera kajara bada harjaai tu bulaaye mann ye chaahe tere sapnon se kar loon sagayi kaliyon kaliyon ki tu muskaan hai thehra hua
har dil mein nafrat bhari hai koi dil saaf nahin hai maalik teri saari duniyaa mein kahin insaaf nahin hai tu mile to poochhun tujhse kya ye hai nyaay tera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera tu mile to poochhun tujhse hoooooo hoooooo neki karne waalon ko to milti yahaan buraayi hai neki karne waalon ko to milti yahaan buraayi hai khudgarzi ke toofanon mein doob gayi sachchaayi hai kisi ki nagri bas gayi dekho kisi ka loot gaya dera tu mile to poochhun tujhse hoooooo hoooooo itni umange laaye the hum dil mein samet kar le jaa rahen hain hansrate kafan mein lapet kar ab kiss par karen bharosa jab tune hi munh phera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera mujhko diya andhera mujhko diya andhera teri jhoothi duniyaa ki hum sab deewaren tod chale tujhe mubaaraq teri duniyaa hum to duniyaa chhod chale mar kar bhi naa bhool sakenge hum ehsaan ye tera tu mile to poochhun tujhse kya ye hai nyaay tera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera tu mile
hooooooooo oooooo ooooooo barson baad mili hai humkooo barson baad mili hai humko kismat waali raat barson baad mili hai humko kismat waali raat tere main sadd ke jaawaan hoye yaar tere sab naach rahe teri sajj ke chali baarat tere main sadd ke jaawaan aaj hi poore honge ab dil ke armaan tumhaare kuchh naa kuchh to ho ke rahegaaaaa kuchh naa kuchh to ho ke rahe jab hogi dil ki baat kuchh naa kuchh to ho ke rahega jab hogi dil ki baat tere main sadd ke jaawaan dulhe ke dil mein kya kya ye baat naa koi jaane jiss ke liye bechain hai tuuuuuuu jiss ke liye bechain hai tu wo bigdi banegi baat jiss ke liye bechain hai tu wo bigdi banegi baat tere main sadd ke jaawaan koi hasrat rahe naa baaki aisa rang jamaa leeeee agar ye mauka nikal gaya tooooooo agar ye mauka nikal gaya to malta rahega haath agar ye mauka nikal gaya to malta rahega haath tere main sadd ke jaawaan yaar tere sab naach rahe hain yaar tere sab naach rahe teri sajj ke chali baarat tere main sadd ke jaawaan
ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa jaise chanda aur kiran ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa jaise chanda aur kiran ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa duniyaa ki jitni behne hain unn sab ki shradha iss mein hai hai dharam karam bhaiya ka ye behna ki raksha iss mein hai jaise subhadra aur krishan ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa chhoti behna choom ke maatha bhaiya tujhe dua de saat janam ki umar meri tujhko bhagwaan laga de amar pyaar hai bhai behan ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi
zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai hans kar har muskil apna duniyaa ka yahi usool khil kar jab tak kali hanse na tab tak bane na phool hanste chehre ke sab saathi rone ko saath na koi hasne waala bane sitaara roye to paaun ki dhool kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai ek din maut aayegi sab ko aaj nahin to kal hai kisi ki khatir mar jaana ye baat badi mushkil hai sadiyon tak wo rahega amar jo auron pe hua nichhawar mar kar bhi zinda rehta hai wohi to zinda dil hai kyunki zindagi zinda dili ka naam hai zindagi zinda dili ka naam hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Honthon Ko Tere Laali Ko Deedar (1970) 03:39 36420
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Anjana
Duration : 03:39   Song Number : 36420   

Tere Ishq Ka Mujhpe Hua Ye Asar Nagin (1976) 06:19 18155
 
Poster of Nagin (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 06:19   Song Number : 18155   

Tere Sang Pyar Main Nagin (1976) 05:32 18323
 
Poster of Nagin (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:32   Song Number : 18323   

Teri Umar Nadaan Hai Aankhon Aankhon Mein (1972) 05:27 32313
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rakhi
Duration : 05:27   Song Number : 32313   

Tu Mile To Poochhun Suntan (1976) 05:17 14298
 
Poster of Suntan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 05:17   Song Number : 14298   

Yaar Tere Sab Naach Rahe Hain Shakka (1981) 05:40 18522
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Pental, Prem Chopra, Various
Duration : 05:40   Song Number : 18522   

Ye Raakhi Bandhan Hai Be-Imaan (1972) 04:53 12876
 
Poster of Be-Imaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pran, Others
Duration : 04:53   Song Number : 12876   

Zindagi Zinda Dili Ka Zinda Dil (1975) 03:27 14453
 
Poster of Zinda Dil (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zahira
Duration : 03:27   Song Number : 14453   
Karaoke Songs of Verma Mullick, Sad Songs of Verma Mullick, Love Songs of Verma Mullick, Dance Songs of Verma Mullick, Hip-hop songs of Verma Mullick, Best songs of Verma Mullick, Super hit songs of Verma Mullick, hit songs of Verma Mullick, duet songs of Verma Mullick, solo songs of Verma Mullick, old songs of Verma Mullick, famous songs of Verma Mullick, Hindi Karaoke Songs of Verma Mullick, Hindi Sad Songs of Verma Mullick, Hindi Love Songs of Verma Mullick, Hindi Dance Songs of Verma Mullick, Hindi Hip-hop songs of Verma Mullick, best Hindi songs of Verma Mullick, super hit Hindi songs of Verma Mullick, hit Hindi songs of Verma Mullick, duet Hindi songs of Verma Mullick, solo Hindi songs of Verma Mullick, old Hindi songs of Verma Mullick, famous Hindi songs of Verma Mullick, Sing Along Songs of Verma Mullick, Sing Along Sad Songs of Verma Mullick, Sing Along Love Songs of Verma Mullick, Sing Along Dance Songs of Verma Mullick, Sing Along Hip-hop songs of Verma Mullick, Sing Along Best songs of Verma Mullick, Sing Along Super hit songs of Verma Mullick, Sing Along hit songs of Verma Mullick, Sing Along duet songs of Verma Mullick, Sing Along solo songs of Verma Mullick, Sing Along old songs of Verma Mullick, Sing Along famous songs of Verma Mullick